Ham sab Bhartiya Hain,
Ham Sab Bhartiya Hain.
Apni Manzil Ek Hai,
Ha, Ha, Ha, Ek Hai,
Ho, Ho, Ho, Ek Hai,
Ham Sab Bhartiya Hain.
Kashmir ki Dharti Rani Hai,
Sartaj Himalaya Hai,
Saadiyon Se Hamne Isko Apne Khoon
Se Pala Hai,
Desh ki Raksha ki Khatir Ham Shamshir
Utha Lenge,
Ham Shamshir Utha Lenge.
Bikhre-Bikhre Taare Hain Hum Lekin
Jhilmil Ek Hai,
Ha, Ha, Ha, Ek Hai,
Ho, Ho, Ho, Ek Hai,
Ham Sab Bhartiya Hain.
Mandir Gurudwaare Bhi Hain Yahan,
Aur Masjid Bhi Hai Yahan
Girija ka Hai Ghadiyaal kahin,
Mullah Ki Kahin Hai Ajaan,
Ek Hee Apna Ram Hain, Ek Allah Taala Hai, Ek Hee Allah Taala Hain,
Range Birange Deepak Hain Hum
Lekin Jagmag Ek Hai, Ha Ha Ha Ek Hai,
Ho Ho Ho Ek Hai.
Hum Sab Bhartiya Hain, Ham Sab Bhartiya Hain.
|
हम सब भारतीय हैं, हम सब भारतीय हैं.
अपनी मंज़िल एक है, हा हा हा एक है,
हो हो हो एक है.
हम सब भारतीय हैं.
कश्मीर की धरती रानी है, सरताज हिमालय है,
सदियों से हमने इस को अपने खून से पाला है.
देश की रक्षा की खातिर हम शमशीर उठा लेंगे,
हम शमशीर उठा लेंगे.
बिखरे-बिखरे तारे हैं हम, लेकिन झिलमिल एक है,
हा हा हा एक है, हो हो हो एक है,
हम सब भारतीय है.
मंदिर, गुरूद्वारे भी हैं यहाँ, और मस्जिद भी है यहाँ,
गिरिजा का है घड़ियाल कहीं मुल्ला की कहीं है अजां
एक ही अपना राम हैं, एक ही अल्लाह ताला है,
एक ही अल्लाह ताला हैं.
रंग बिरंगे दीपक हैं हम, लेकिन जगमग एक है,
हा हा हा एक है, हो हो हो एक है.
हम सब भारतीय हैं, हम सब भारतीय हैं
|